Bloom logo
    Log in
    Bloom ki partnership Fruitz logo ke saath
    ek vyakti ke chehre aur kandho ka chitra hai, jiske upar bade patte aur fool khile hue hain

    Fruitz ne Bloom ke saath partnership mein yeh muft, online trauma sahayog program survivors ke liye banaya – Isse koi farak nahi padta ki humne kis prakar ka durvyavahar ka saamana kiya hai, ya hum apne safar mein kaha hai. 

    Shuru kariye

    Apna Bloom ka safar shuru karne ke liye Fruitz dwara diya gaya access code daaliye.

    Illustration of a person sitting, holding a heart.

    Programme ke Baare Mein    

    Sabki Healing ka safar alag hota hai. Jab hum Sexual assault aur rishton mein hinsa ka sadama anubhav karte hai, tab hume baad ke prabhaav ko sambhaalne ke liye sahyog ki zaroorat hoti hai. Isko pehchane ke baad, Fruitz ne Bloom ke saath partner kiya hai ek muft ,aapke zaroorat ke hisaab se online trauma sahayog program sexual assault aur rishton mien hinsa ke survivors ke liye banaya.      

    Partnership ke bare mein        

    leaves with a rose bloom

    Bloom ke Bare Mein

    Bloom survivours ko soochit aur empower karta hai yeh courses de kar jo aap ghar baithe bhi pad sakte hain, sadma aur ling aadharit hinsa ke baare mein vah pure vash ke survivors ki samajh ko mila kar banaye hai. Yeh courses therapeutic practices ke saath hai jo aapko sadme se theek hone me madad karenge. Bloom Chayn ka ek programme hai.

    Two leaves and a pink heart

    Fruitz ke Bare Mein

    Fruitz ek dating app hai jahan aap khulkar aur araam se apne dating ke iraade bata sakte hain chaar chanchal falon ko istemaal karke - cherry, angoor, tarbooz aur aado. Fruitz app ki shuruat France mein hui thi aur yeh Europe mein sabse tezi se badne wali dating apps mein se ek hai.

    leaves with fire

    Aapke Bare Mein

    Yeh programme har Fruitz user ke liye upalabdh hai, jo Fruitz ko sexual abuse ya assault ko report karta hai, chahe aapke jaati, umr, dharm ya vishvaas, sexuality, gender identity ya pehchan ya jeevan ki koi bhi parishtithiya – hum aapke liye yahaan hai. 

    Vittiya Poshit Dvara

    Comic Relief logoCommunity Fund logo